A celebrated shayar
Faiz Ahmad Faiz, celebrated for his poignant Urdu poetry, artfully explored love's intricacies. His verses delved into passion, longing, and the human heart's emotional depth, leaving an enduring mark on literary romance. Let's have a look at some of his popular shayaris.
rekhta-org
On things that matter
aur bhī dukh haiñ zamāne meñ mohabbat ke sivārāhateñ aur bhī haiñ vasl kī rāhat ke sivā
TIMESOFINDIA.COM
On self-compassion
dil nā-umīd to nahīñ nākām hī to hailambī hai ġham kī shaam magar shaam hī to hai
TIMESOFINDIA.COM
On nostalgia
kar rahā thā ġham-e-jahāñ kā hisābaaj tum yaad be-hisāb aa.e
TIMESOFINDIA.COM
On unrequited love
aur kyā dekhne ko baaqī haiaap se dil lagā ke dekh liyā
TIMESOFINDIA.COM
On loss
donoñ jahān terī mohabbat meñ haar kevo jā rahā hai koī shab-e-ġham guzār ke
TIMESOFINDIA.COM
You may also like
8 timeless lines from Mirza Ghalib's sha...
8 literary awards named after famous aut...
On old love
tumhārī yaad ke jab zaḳhm bharne lagte haiñkisī bahāne tumheñ yaad karne lagte haiñ
TIMESOFINDIA.COM
On power of words
vo baat saare fasāne meñ jis kā zikr na thāvo baat un ko bahut nā-gavār guzrī hai
TIMESOFINDIA.COM
On positivity
guloñ meñ rañg bhare bād-e-nau-bahār chalechale bhī aao ki gulshan kā kārobār chale
TIMESOFINDIA.COM
On aspiration
ik tarz-e-taġhāful hai so vo un ko mubārakik arz-e-tamannā hai so ham karte raheñge
TIMESOFINDIA.COM
On waiting
kab thahregā dard ai dil kab raat basar hogīsunte the vo ā.eñge sunte the sahar hogī
TIMESOFINDIA.COM
On lost love
aa.e to yuuñ ki jaise hamesha the mehrbānbhūle to yuuñ ki goyā kabhī āshnā na the
TIMESOFINDIA.COM
On endless wait
vo aa rahe haiñ vo aate haiñ aa rahe hoñgeshab-e-firāq ye kah kar guzār dī ham ne
TIMESOFINDIA.COM
On giving the right advice
ham shaiḳh na leader na musāhib na sahāfījo ḳhud nahīñ karte vo hidāyat na kareñge
TIMESOFINDIA.COM
On fanaticism
ḳhair dozaḳh meñ mai mile na mileshaiḳh-sāhab se jaañ to chhuTegī
TIMESOFINDIA.COM
On experiencing love
na gul khile haiñ na un se mile na mai pī haiajiib rañg meñ ab ke bahār guzrī hai
TIMESOFINDIA.COM
On desire
ye aarzū bhī baḌī chiiz hai magar hamdamvisāl-e-yār faqat aarzū kī baat nahīñ
TIMESOFINDIA.COM
On waiting for love
na jaane kis liye ummīd-vār baiThā huuñik aisī raah pe jo terī rahguzar bhī nahīñ
TIMESOFINDIA.COM
On expecting
aap kī yaad aatī rahī raat bharchāñdnī dil dukhātī rahī raat bhar
TIMESOFINDIA.COM
Thanks For Reading!
Next: 8 timeless lines from Mirza Ghalib's shayaris
Read Next