Oct 26, 2023
Aakanksha Sharma
Urdu poetry
People say poetry sounds best when it is in Urdu and no doubt Urdu poets have, with their words and diction enticed people all across the globe. Here we present 8 Urdu poets and their famous lines.
Canva
Jaun Elia
Sharm, dehshat, jijhak, pareshaani..Naaz se kaam kyu nahi leti Aap, wo, ji, magar, ye sb kya hai? Tum mera naam kyu nahi leti.
Mir Taqi Mir
Patta patta, boota boota, haal hamaaraa jaane hai, Jaane na jaane gul hi na jaane, baagh to saaraa jaane hai.
Rekhta
Parveen Shakir
Thak gaya hai dil wahshi mera fariyad se bhi, Ji behalta nahin Ae dost Teri yaad se bhi.
Mirza Ghalib
Un ke dekhe se jo aajati hai muh pe raunak, Wo samajhte hai ki bimaar ka haal accha hai.
Faiz Ahmad Faiz
Aur bhi dukh hain zamaane mein mohabbat ke siva, Raahatein aur bhi hain vasl ki raahat ke siva.
You may also like
10 most read books in the world
Celebrity book recommendations for Octob...
Wasim Barelvi
Aise rishte ka bharam rakhna koi khel nahi, Tetra hona bhi nahi aur tera kehlana bhi.
IndianPoetHub/Instagram
Bashir Badr
Hum bhi dariya hai, hume hunar maalom hai, Jis taraf bhi chal padenge, raasta hojaega.
Ahmad Faraz
Main ishq ka aseer tha, vo ishq ko qafas kahe Ki umr bhar ke saath ko, vo bad-tar-az-hawas kahe
Thanks For Reading!
Next: 10 most read books in the world
Read Next